Mohammad Hamare Badi Shan Wale - Asad Iqbal Kalkattavi | Naat Lyrics In Hindi And Urdu

This Mohammad Hamare Badi Shan Wale Naat Is Sung By Famous Naatkhwah Asad Iqbal Kalkattavi.



Naat Title - Mohammad Hamare Badi Shan Wale
Naatkhwah - Asad Iqbal Kalkattavi
Video Credits - Al-Ain Islamic Sunni Network (youtube)


Lagaate Hai Naara Ham ImaanWale
Mohammad Hamare Badi ShaanWale (x3)

Sabse Aula Wo Aala Hamara Nabi
Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi
Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi
Dono Aalam Ka Dulha Hamara Nabi
Kya Khabar Kitne Taare Khile Chhup Gaye
Par Na Doobe Na Dooba Hamara Nabi
Karno Badli Rasoolo Ki Hoti Rahi
Chaand Badli Ka Nikla Hamara Nabi
Khulq-e-Qaunain Me Ambiya Tajdaar
Tajdaaro Ka Aaqa Hamara Nabi
Khalq Se Auliya, Auliya Se Rusool
Aur Rusoolo Se Aula Hamara Nabi
Saare Uncho Se Uncha Samajye Jise
Hai Us Unche Se Uncha Hamara Nabi
Saare Achchho Se Achchha Samajye Jise
Hai Us Achchhe Se Achchha Hamara Nabi
Sab Chamak Wale Ujlo Me Chamka Kiye
Andhe Sheeshe Me Chamka Hamara Nabi
Jinki Do Boond Hain Kausar-o-Salsabeel
Hain Wo Rehmat Ka Dariya Hamara Nabi
Fazl-e-Rabbul Ula Aur Kya Chahiye
Milgaye Mustufa Aur Kya Chahiye
Daaman-e-Mustufa Jinke Haathon Me Hai
Unko Roz-e-Jaza Aur Kya Chahiye
Kyun Kahoon Ye Ata Wo Ata Chahiye
Unko Maalum Hai Hamko Kya Chahiye
Mujhko Duniya Ki Daulat Na Dar Chahiye
Aashiqane Nabi Ke Ye Dil Ki Sadaa
Sabz Ghumbad Ke Saaye Me Ghar Chahiye
Jholi Bharkar Meri Mere Sarkar Ne
Muskura Kar Kahan Ghulam-e-Mustufa

Kaun Deta Hain Dene Ko Muh Chahiye
Aur Dene Waala Hai Sachcha Hamara Nabi

Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

Khaliq Ne Apne Noor Ka Jalwa Dikha Diya
Ke Sab Noor Ko Mila Ke Mohammad Bana Diya
Taarikh Agar Dhunde Ki Shani-e-Muhammad
Shani To Badi Chiz Hai Shaya Na Milega

(Kyunke) Mohammad Hamare Badi Shaan Wale

Zamin-o-Zaman Tumhare Liye
Makin-o-Makan Tumhare Liye
Chunin-o-Chunan Tumhare Liye
Baney Do Jahan Tumhare Liye

Dahan Mein Zuban Tumhare Liye
Badan Mein Jan Tumhare Liye
Hum Aye Yahan Tumhare Liye
Uthen Bhi Wahan Tumhare Liye

Firisht-e-Khidam Rasool-e-Hashm
Tamam-e-Umam Ghulam-e-Karam
Wujoodo Adam Huduso Kidam
Jahan Me Aaya Tumhare Liye

Tumhari Chamak, Tumhari Damak
Tumhari Jhalak, Tumhari Mahak
Zamin-o-Falak, Shama Ko Samak
Mein Sikka Nishan Tumhare Liye

Jinan Mein Chaman Chaman Mein Saman
Saman Mein Phaban, Phaban Mein Dulhan
Sazay-e-Mihan Pe Ayse Minan
Ye Aman-o-Aman Tumhare Liye

Ye Sahab E Karam Rawana Kiye
Ke Ab Niam Zamana Piye
Jo Rakhte The Hum Wo Chaak Siye
Ye Satr-e-Badan Tumhare Liye

Saba Wo Chale Ke Bagh Phale
Wo Phool Khile Ke Din Hon Bhale
Liwa Ke Tale Sana Mein Khule
Raza Ki Zaban Tumhare Liye

Sooraj Ulte Paav Palte
To Cahnd Ishare Se Ho Chaak
Ab Andhe Nazdi Dekhle Qudrat Rasullullah Ki

Sooraj Ulte Paav Palte
To Cahnd Ishare Se Ho Chaak
Ab Andhe Nazdi Dekhle Qudrat Rasullullah Ki
Ishare Se Chand Chir Diya Aur
Chhupe Huve Sooraj Ko Pher Liya
Aaqa Tumne Gaye Huve Din Ko Asr Kiya
Ye Taab-o-Tawan Tumhare Liye
 
(Kyunke) Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

Lam Yati Nazeero Kaafi Nazarin
Misle To Na Shud Paida Jaana
Jag Raaj Ko Taaj Tore Sar So
Hai Tujh Ko Shahey Do Sara Jaana

Al Bahro Alaa Wal Mavjo Tagha
Mann Bekaso Tufaan Hosh Ruba
Manjdhaar Me Hu Bigri Hai Hawaa
Moori Naiya Paar Laga Jaana

Al Rooho Fida Ka Fazid Harka
Yak Shola Digar Barzan Ishqa
Mora Tan Mann Dhan Sab Phoonk Diya
Yeh Jaan Bhi Pyaare Jala Jaana

Ana Fi Atshiv Wa Sakha Ka Atam
Aye Gesu-e-Paak Aye Abr-e-Karam
Barsan Haare Rimjhim Rimjhim
Do Boond Idhar Bhi Gira Jaana

Bas Khaama-e-Khaam Nawa-e-Raza
Na Yeh Taraz Meri Na Yeh Rang Mera
Irshaad-e-Ahibba Naatik Tha
Nachaar Is Raah Para Jaana
Nachaar Is Raah Para Jaana

Hai Kalam-e-ilahi Me Shamsudduha
Tere Chehra-e-Noor-e-Fiza Ki Qasam
Qasam-e-Shab-e-Taar Me Raaz Yeh Tha, 
Ke Habeeb Ki Zulf-e-Duta Ki Qasam

Tera Masnade Naaz Hai Arsh-e-Baree
Tera Mehrame Raaz Hai Rooh-e-Ameen
Tu hi Sarware Har do Saraah Hai Shaha
Tera Misl Nahi Hai Khuda Ki Qasam

Tu Hi Bando Pe Karta Hai Lutf-o-Ata
Tujhi Pe Bharosa Hai Tujhi Se Dua
Mujhe Jalwah-e-Pak Rasool Dikha
Tujhe Tere Hi Izz-o-Ula Ki Qasam
Yehi Kehti Hai Bulbul Baagh-e-Jina
Ke Raza Ki Tarha Koi Sehre Bayaan
Nahi Hind Me Wasif Shahe Guda
Mujhe Shaukh Ye Taba-e-Raza Ki Qasam

Woh Khuda ne Hai Martaba Tujh Ko Diya
Na Kisi Ko Mile Aur Na.....
Ke Kalaam-e-Majeed Ne Khai Shaha
Tere Shehr-o-Kalam-o-Baqa Ki Qasam

(Kyun) Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

WaraFa'ana La-ka Zikrak Ka Hai Saaya Tujh Par
Aaqa Bol Baala Hai Tera Zikr Hi Unchha Tera

WaraFa'ana La-ka Zikrak
WaraFa'ana La-ka Zikrak
Teri Khushboo Meri Chadar
Tere Tewar Mera Zewar
Tera Shewa Mera Maslak
Warafa'ana La-Ka Zikrak (X3)
Mein Hu Qatra Tu Samandar
Meri Duniya Tere Andar
Sage Daata Sage Khwaja Mera Naata
Na Wali Hu Na Qalandar
Na Wali Hu Na Qalandar (X2)
Mere Jaise Toh Bade Hai
Mere Jaise Toh Bohot Hai
Jo Tere Dar Pe Khade Hai
Koi Tujh Sa Nahi Beshak
Warafa'ana La-Ka Zikrak (X3)
Tu Kisike Gataye Se Na Gata Hai Naa Gatega
Are Jab BadhayeTujhe Allah Ta'ala Tera

(Kyun) Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

Sarkar Ki Aamad...Marhaba...Sardar Ki Aamad...Marhaba
Huzoor Ki Aamad...Marhaba...Dilbar Ki Aamad...Marhaba
Sab Milkar Bolo...Marhaba...Sharmana Chhodo...Marhaba...
Hath Uthakar Bolo...Marhaba...Aur Jorr Se Bolo...Marhaba...
Aur Ye Bhi Bolo...

Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa 
Anwar Ka Aalam Kya Hoga
Har Koi Feeda Hai Bin Dekhe
Didar Ka Aalam Kya Hoga

Ek Simt Ali Ek Simt Umar
Siddiq Idhar Usman Udhar
In Jagh-Magh Jagh-Magh Taaron Me
Sarkar Ka Aalam Kya Hoga

Allaho Ganee Subhanallah
Kya Khub Hai Roze Ka Naksha
Mehrab-o-Haram Ka Jhali Ka
Minaar Ka Aalam Kya Hoga

Aamal Na Dekhe Kya Dekha
Aamal Na Dekhe Ye Dekha
Mahbub Ke Kuche Ka H Gada
Maula Ne MujheYuh Baqsh Dia
Subhanallah Subhanallah
Jab Maine Sunai Naat-e-Nabi
Sun Hogaya Najdi Suntehi
Sunni Ne Suna Sunkar Ye Kaha
Subhanallah Subhanallah

Sarwar Kahun Ke Maliko Moula Kahun Tujhe
Bagh-e-Khalil Ka Gul-e-Zayba Kahun Tujhe
Ke Legi Sab Kuchh Unki Sana Khwaan Ki Khamishi
Chup Ho Raha Hoon Kehke Main Kya Kya Kahun Tujhe
Lekin Raza Ne Khatam-e-Sukhan ispe Kar Diya
Ke Khaliq Banda Khalq Ka Aaqa Kahun Tujhe

Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

Jo Aashiq Hai Unke Wo Rahman Wale
Aur Jo Jalte Hai Unse Wo Shaitaan Wale
Lagaate Hai Naara Ham Imaan Wale

(Kya ) Mohammad Hamare Badi Shaan Wale (x2)

Mohammad Hamare,
Mohammad Hamare Badi Shaan Wale
Mohammad Hamare Badi Shaan Wale

By Asad Iqbal Kalkattavi

-If You Notice Any Mistake Please Late Us Know


Video Naat Of Above Lyrics 👇

                                      (Video Starts At 0:30 )




Important Notice : This Video Is Only Used For Naat Lyrics Referrance. I Don't Have Any Rights Of This Video And All The Rights Goes To Respected Owner Of This Video.


Post a Comment

2 Comments

  1. Yeh naat pakistan k gulam mustafa qadri ne padhi hai asad iqbal ne nhi

    ReplyDelete
    Replies
    1. Hamne Jo Lyrics Likhe Wo Video Me Asad Iqbal Ne Ye Naat Recite Ki Hai

      Delete

If You Notice Any Mistake Please Let Us Know...