NaatKhwah - Asad Raza Attari
Production (Video) - Ali Production
Kalam-e-AlaHazrat
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka (x4)
Phir Paav Ummati Kahan Rakhta Rasool Ka
Yahi Manzoor Tha Kudrat Ko Ke Saya Naa Bane (x2)
Ke Aise Yazda Ke Liye Aisi Hi Yazdai Ho
Hota Agar Zameen Par.....
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka (x2)
Padhte Hai Yuh To Gair Bhi Kalma Rasool Ka (x3)
Jannat Use Milegi Jo Hoga Rasool Ka (x2)
Hota Agar Zameen Par......
Karte Hai Ahteram Janaje Ka Isliye (x3)
Ke Wo Jaa Raha Hai Dekhne Chehra Rasool Ka (x2)
Hota Agar Zameen Par......
Sher-e-Khuda Naa Banta To Banta Bhi Aur Kya (x2)
Bachpan Hi Se Jo Paala Huwa Tha Rasool Ka (x2)
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka
Duniya Ko Dekhna Bhi Gawaara Nahi Kiya (x3)
Jab Tak Ali Ne Dekha Na Chehra Rasool Ka (x2)
Naara Raza Ka Lagta Hai Duniya Me Isliye (x2)
Ahmed Raza Ke Lab Pe Tha Naara Rasool Ka (x2)
Hota Agar Zameen Par......
By Asad Raza Attari
-If You Notice Any Mistake Please Late Us Know
Video Naat Of Above Lyrics 👇
0 Comments
If You Notice Any Mistake Please Let Us Know...