Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye Lyrics - Shajar Ali Makanpuri | Lyrics Of Naat-e-Pak

Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye Lyrics - Shajar Ali Makanpuri | Lyrics Of Naat-e-Pak



Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye
Ab Tujhe Aamena Aur Kya Chahiye

Baksh Kar Saari Ummat Ko Rab Ne Kaha
Aye Shafi-ul-Wara Aye Mere Mustufa Aur Kya Chahiye

Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye
Ab Tujhe Aamena Aur Kya Chahiye

Dekh Kar Sabz Ghummad Falaq Ne Kaha
Is Zameen Ko Bhala Aur Kya Chahiye

Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye
Ab Tujhe Aamena Aur Kya Chahiye

Pad Gaye Tujhpe Mehboob-e-Rab Ke Kadam
Sidratul Muntaha Aur Kya Chahiye

Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye
Ab Tujhe Aamena Aur Kya Chahiye

Hashr Me, Kabr Me Mere Haami,Saathi Rahen Panjatan
Kabr Me Mere Saathi Rahen Panjatan
Kabr Me Mere Haami Rahen Panjatan
Fir Shajar Aasra Aur Kya Chahiye

Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye
Ab Tujhe Aamena Aur Kya Chahiye

Chumkar Partay-e-Noor Itrati Hai
Aye Arab Ki Hawa Aur Kya Chahiye

Ghod Me Hai Shaha Aur Kya Chahiye
Ab Tujhe Aamena Aur Kya Chahiye

By Shajar Ali Makanpuri

-If You Notice Any Mistake Please Late Us Know





Video Naat Of Above Lyrics 👇

Post a Comment

0 Comments